Quran-o-Itrat Academy Question Answer


Question ans Answer

Books

Ladies Sunday Madrsa

Online Hawza Papers

Admission Open


ibadat

hajj aur umrah

hajj aur umrah
Agar tawaf k doran hadas sadir ho jae to is ki chand suratain hai. 1: Hadas chotay chakar k puray honay sai pehlay hua ho to is surat mai tawaf batil ho gaur taharat k baad is ko dubara karna ho ga. 2:Hadas chotay chakkar k mukammal honay k baad hua ho aur bagair ikhtiar k hua ho to is surat mai apnay tawaf ko rokay  aur taharat kar k phir jahan sai chora thaw aha sai idama dai kar pura karay. 3: Hadas chotay chakkar k baad hua ho laikin is k ikhtiar sai ho to ahwat ye hai k is surat mai taharat kar k tawaf ko jahan sai chora thaw aha sai idama dai kar pura karay aur phir dubara bhi karay. (Ref : Manasik e Hajj masla # 285)  
hajj wajib honay ki khuch sharait hain:
1)insan balig ho. 2)aqil aur azad ho. 3)hajj par janay ki wajah say koi aisa na jaiz kaam karnay par majboor na ho jis ka tark karna hajj karnay say ziada aham ho ya koi aisa wajib kaam tark na hota ho jo hajj say ziada aham ho lakin agar is halat may bhi hajj par chala jay to ghunahgar zaroor hay magar hajj sahi hay. 4)isteta’at rakhta ho. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1994)  
hajj me aurton ke missile?  
hajj karnay k lie car ko bechna  
hajj karnay k lie ghar ko bechna  
kya devar kai sath umrah jayejh hai ya kin sourantoo pai  
aurat ka aisa bareek libas pehn kar namaz parhna jis sai badan dikhta ho  
hajj karain ya gareebo ki madad karain  
Hajj wajib tha magar hasiat khatam ho gae.  
shohar k khums na niklay huay maal sai biwi ka hajj karna  
shohar k marqooz hotay huay biwi biwi par wajoob e hajj  
hajj karnay k lie biwi ka shohar sai mahar ka mutalba karna  
chand saal raqam jama kar k hajj karna  
hajj ada karain ya khums ada karain  
agar rad e mazalim wajib ho aur hajj k lie istita'at bhi ho  
Umrah mufradah ka saal k har mahinay mai baja lana mustahab hai 2 umrah k darmian 30 din ka fasla hona motebar nahi hai pas jaiz hai k aik umrah mahinay k aakhir mai baja laye aur doosray ko doosray mahinay ,ai . 2 umrah ko aik mahinay mai baja lana jaiz nahi hai.  
hajj karain ya shadi karin  
hajj karain ya imtehan dain  
moujooda halat mai hajj ki taqrar karna  
burha honay ki wajah sai hajj nahi kar saka hon  
Agar hajj wajib ho jae aur anjam nahi dia jae  
Hajj karna chahta hon magar paisay nahi hain  
mustahab haj k halaq ko wajib k halaq k sath milana  

Copyrights © 2012-2013 reserved for Qoitrat.org.
Email: info@qoitrat.org